mera yakeen karo mai ne muhabbat ki hai
mera yakeen karo mai ne muhabbat ki hai
mai ne chaha hai tujhe teri ibadaat ki hai

Mera yakeen karo...!
meri ankhoon mai tera chehra jhil milata hai
mere hontoon pe tera piyar muskorata hai..
yai bhi ab dekh lo roth ke janey wale
rothna tera mujhe kis kadar rolata hai
zara si berukhi....!
zara si berukhi ne dekh kia halat ki hai

mera yakeen karo...!
to ne wadoon pe mere sath khelaye thay kabhi
yaad hai tu ne kai sapney sajaye thay kabhi
Aaj us piyar ki taqdeer ko tora to ne
dil ke aainey mai us piyar ke saye thay kabhi
khaza ne kyon mere....!
khaza ne kyon mere gulshan pe kayamaat ki hai

Aaina tot ke kabh phir se jora karta hai
shakh se tot ke kabh phool khela karta hai
jis ko louta ho baharon ne apnay hathon se
wo bagh phir kia khezaon ka gila karta hai
meri kismaat ne
meri kismat ne mere sath shararat ki hai
jo bhi to ne kia bas mujh pe inayat ki hai
yakeen kese karon to ne muhabbat ki hai
isay ulfaat kahon touheen yai ulfaat ki hai

0 comments:
Post a Comment