Aansoo Shayari
Ye shararat bhara lamha to meri adat hai,
To har ik baat pe yon nam na kia kar ankhain.
Aansoo Shayari
Ye sanha bhi muhabbat me bar ha guzra,
K us ne haal bhi pocha to ankh bhar ai.
Aansoo Shayari
Ye kis mukam pe le ae hain tujhe halat,
K teri ankh bhi purnam dikhai daiti hai.
Aansoo Shayari
Hawa se lapati hoi siskion se lagta hai,
Meri kahani kisi aur ne bhi dhohrai.
Aansoo Shayari
Mudad k bad azan e tabam mila humen,
Wo bhi kuch aisa talakh k ansu nikal pare,
Aansoo Shayari
Fasale aise bhi hon ge ye kabhi socha na tha,
Samane betha tha mere aur wo mera na tha.
Aarzoo Shayari
Na ji bhar k daikha na kuch baat ki,
Bari arzu thi mulaqat ki.
Aarzoo Shayari
Mene chaha tha sameton aik bikhare shakhs ko,
Kitne tokron me na jane zaat meri baat gai.
Aarzoo Shayari
Muje ye dar hai teri arzu na mit jae,
Bahot dinon se tabyat meri udas nahin.
Aarzoo Shayari
Qadam qadam par humen sanp mil rahe hain tarab,
Kahan kahan hai had e asteen khuda jane.
Aarzoo Shayari
Faryad kar rahi hai ye tarsi ho nighah,
Dikhe hoe kisi ko bahot din guzar gae.
Aarzoo Shayari
fitarat e arzo k peron me zanjerain na dal,
Piar kar khoshbo se pholon ki tamana na kar.
Aarzoo Shayari
Ajab tali hai jo ik hath se bajati hai barson se,
K me jaon to jaon wo kabhi aa kar nahin milta.
Barsaat Shayari
Ik roney se tu mill jaye to khuda ki Kasam
Is dharti pe sawan ki Barsaat laga doon …!
Barsaat Shayari
Saawan aaya’
Baadal chhaye’
Bulbul chehki’
Phool khiley,
.
.
Tum he nahi jab Barsaaton mein,
Aag lagay Barsaton ko …
Barsaat Shayari
woh muj se mere khamoshi ke wajah poochta hai
kitna pagal hai rat ke sanate ke wajah poochta hai
woh muj se mere ansoo ke wajah poochta hai
kitna pagal hai barish ke barasne ke wajah poochta hai
woh muj se mere mohabbat ke bari me poochta hai
kitna pagal hai khod apne bari me poochta hai
woh muj se mere wafa ke inteha poochta hai
kitna pagal hai sahil pe khada hai samunder ke gehrai poochta hai
Barsaat Shayari
Ye Baarisho? K Mausam
Bas Tum Hi Se Hai Wabasta
K Mohabbato? Main Baarish
Bari Lazmi Si Shay Hy
Chahey Aasman Se Barsey
Chahey Chashm-e-Nam Se…
Barsaat Shayari
Kal halki halki barish thi
Kal sard hawa ka raqs bhi tha
Kal phool bhi nikhray nikhray thay
Kal un pe aap ka aks bhi tha
Kal badal kalay gehray thay
Kal chand pay lakhon pahray thay
Kuch tukray aap ki yaad kay
Bari dair say dil main thehray thay
Kal yaadain uljhi uljhi thin
Aur kal tak yeh na suljhi thin
Kal yaad bohut tum aye thay
KAL YAAD BOHUT TUM AYE THAY
Barsaat Shayari
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay
Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay
Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye
Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay
Barsaat Shayari
Kaisi Beeti Raat Kissi Se Mat Kehna
Sapnon Wali Baat Kissi Se Mat Kehna
Kaisay Uthay Badaal Or Kahan Takray
Kaisi Hui Barsaat Kissi Se Mat Kehna
Barsaat Shayari
Suna hay barish usay bhi pasand hay
wo bhi meri tarhan barasti bundon ko hathon may samayt leti hay
Suna hay Phool usay bhi pasand hain
Wo bhi meri tarhan phoolon say ghanton batain karti rehti hay
Suna hay chand usay bhi pasand hay
Wo bhi meri tarhan raat raat bhar usay takti rehti hay
Suna hay tanhai usay bhi pasand hay
Wo bhi meri tarhan?????.
Par wo tanha beth kar kis ko sochti hay?
Sari batain sachi hain Magar
Ye bhi sach hay
Main jo uss k baray may har baat ki khabar rakhta hon
Ye bhi janta hon k uss ki sochon ka mahwar main nahi
Barsaat Shayari
Kafi Arsa Beet Gyaa Janay Ab Woh Kaisa Hoga
Waqt Ki Sari Kerwi Batain Chup Chap Sehta Hoga
Ab Bhi Bhegge Brish Mein Woh Bn Kay Chatri Chalta Hoga
Mujhsay Bichray Arsa Beeta Ab Wo Kis Se Larta Hoga
Acha Tha Jo Sath Hi Rhety Baad Mein Os Nay Soccha Hoga
Apnay Dil Ki Sari Baatain Khud Say Khud Hi Karta Hogaa ?
Bewafa Shayari
Nazar un ki zaban un ki tajab hai k is par bhi,
Nazar kuch aur kehti hai zaban kuch aur kehti hai.
Bewafa Shayari
Meri wafa pe bhi ae dost ehtabar na kar,
Muje bhi teri tarah sub se piar karna hai.
Bewafa Shayari
Logon ki takmeel ka baes banane wale,
Kion kar meri zaat adhori chor gae ho.
Bewafa Shayari
Sorat badali serat badli harof o hakayat aur hoi,
Apni jaga sacha to bhi kaise muje pehchane muje.
Bewafa Shayari
Shaid tumhare sath bhi wapis na aa saken,
Wo walwale jo sath tumhare chale gae.
Bewafa Shayari
Shab ko ho ga ufaq jaan se tera husan taloh,
Ye wo khorsheed hai jo din ko chopa rehta hai.
Bewafa Shayari
Sunta hon abb kisi se wafa kar raha wo,
Ae zindagi khoshi se kahen mar na jaon me.
Bewafa Shayari
Justajo jis ki thi us ko to na paeya hum ne,
Iss bahane se magar daikh li dunia hum ne.
Dard Bhari Shayari
Pyar Humko Bepanah Kar Gaye
Phir Zindagi Mai Humko Tanha Kar Gaye
Chahat Thi Un K Ishq Mai Fana Hone Ki
Magar Wo Laut K Aane Ko Mana Kar Gaye
Dard Bhari Shayari
Hamara hall zamane me kuch juda to nahin,
Ye dastaan nahin dunia ki dastaan se alag.
Dard Bhari Shayari
Wo jo geet tum ne suna nahin meri umer bhar ka riaz tha,
Mere dard ki thi wo dastan jise tum hansi me ura gae.
Dard Bhari Shayari
Na cheera ae khalash dard bar bar na cheer,
Chopae betha hon sene me aik umer k raaz.
Dard Bhari Shayari
Na wafaon pe nazar hai na khafaon ka malal,
Dil me wo dard wo ehsas kahan hai k jo tha.
Dard Bhari Shayari
Nae diwanon ko dakhain to khoshi hoti hai,
Hum bhi aise hi the jab ae the wairane.
Dard Bhari Shayari
Me roz palati hon use zeher ka saghar,
Ik dard jo andar hai wo marta hi nahin hai.
Dard Bhari Shayari
Lo taiz nahin kuch meri ankhon hi ki shaid,
Matlab yahi be noori manzar se nikalon.
Dard Bhari Shayari
Lazat e dard se asoda kahan dil wale,
Hain faqat dard ki serat me karahe jate.
Dard Bhari Shayari
Laea qateel waqt humen kis muqam par,
Sub walwale chale gae danai reh gai
Dard Bhari Shayari
Kion hath me tere pathar nazar aea,
Diwana agr tha to me dunia k lie tha.
Zindagi bhar mein rahe door jo ghairon ki tarah,
Laash par aaj wohi ashhk bahaney aaye,
Aese aalam mein bhi woh rooth ke jate hain shameem,
Dam-e-aakhir ko jo aaye to rulaney aaye…
Dhoka Shayari
Khoon e dil se gull banana to bara asan hai,
Uss me jo khoshbo basi hai us ko bhi tasweer kar
Mat Chor Mera Sath Tu Zindagi Mein Is Tra !!..dost..!!
Shayad Ham Zinda Hain Tumhary Hi Sath Rehny Say…
Rah_E_Wafa Me Sazaon Ko Kon Dekhy Ga,
Safar He Dhoop Ka Chaon Ko Kon Dekhy Ga,
Hum Apni Zid Pe Aye To Cheen LenGe Tuje,
Tere Shehar Ki Ghataon Ko Kon Dekhy Ga,
Bichar To Jayen Magar Phir Khayal Aata Hai,
Teri In Dilkash Aadaon Ko Koun Dekhy ga.
Mohabat ka Bharam Hota, to Phir kuch Soch kar Jaty,
Wagarna Zindagi Ban k Mery Hamdam Guzar Jaty,
Thaky Hary Prindon Ko Jo Dekha to Khayal Aaya,
Koi Jo muntazir hota tu hum bhi apny ghar jaty,
Main kha kar dard ki thokar abhi tak hosla mand hon,
ye thokar jo tumhain lagti,tu tum khud bhi bikhar jaty,
Is TANHAi ka hum pe bara Ahsan hai
“ROGI”
Na daiti sath ye apna tu jany hum kidhar jaty.
Dhoka Shayari
“Kuch Khwab The Meri Ankhon Mein
Tujhe Pa Lene Ki Chahat Thi…….!
Chand Lafzoon Mein Hi Kehta Hu
Mujhe Tum Se Bahut Mohabbat Thi
Per Tum Kya Jano Chahat Ko……!
Tumhe Ho Jati To Poochta mai
Dil Jab Jab Toot Ke Rota Hai……… !
Kya Dard Tumhe Bhi Hota hai
Ye Khwaab Haqeeqat Ho Jaye
Kisi Apne Jaise Sang-dil Se…….!
“Tujhe Kash Mohbbat Ho Jaye”
Dhoka Shayari
Mila ke hath ik roz khud hi daman chura liya usne humse,
Wohi shakhs jo kabhi aaghosh mein sony ki zid kia krta tha
Dhoka Shayari
Tumhe maloom hai jaana k tum bhi Ek Qaatil ho,
Mere andar ka hansta hua insaan tumne maar dala ha
Dhoka Shayari
Wo mily ga to us sy poochin gay DOSTO
Kis kis ko abaad kiya hai mujhy barbaad kar k,,,,
Dosti /Friendship Shayari
Zamana dost ho jaye to tum mohtat ho jana
Kisi k rang badalnay main zara si deer lagti hay
Koi jo khwab dekho to usay foran bhula dena
Keh neendain toot janay main zara si deer lagti hay
Kisi ko dukh kabhi dena to itna soch ker dena
Kisi ki aah lagnay main zara si deer lagti hay
Bahut hi moutabar hain jin ko muhabat raas aa jaye
Kisi ko raah badalnay main zara si deer lagti hay
(Mohtaat:Careful)(Moutabar:Respectable)