Taroo Maroo New Song By Ali Gul Pir Lyrics

Monday 29 April 2013
TAROO MAROO SONG

Ae Zamanay walon mein hun tarooo!
taar taar ke dekho mein hun wo maroo!
bhalay sath ho Boyfriend ya ho mamu
mein tujh per chalaon nazron ka jadu
lafzon ke nazar or karon aakhon se karon baat
iska matlab ooohhh… you are very hard
meray samnay tum hotay ho tum sab up
bhookay ke samnay qorma khatay hotum  sub
main nahi karnay dunga tujhy zahir payar
ABAY KIA KAR RAHA HAI? … (meri bhen ae yaar)
(taroo maroo)
nahi karnay dun ga pyar
(taroo maroo)
sab ko karon ga khuwar
(taroo maroo)
jab tak parti reh gee maar
Mein isko taroon, usko taroon, sab taroon, uskee taroon!
Baby tujhe taarnay ke hai ek waja
woh hai teray sheeshay jaisee komal tuacha
janu tere husn ka nasha hai sab pe
tujhko dekh kar larkiyan bee bolein yeh sakht hai
meray flat ka style sab se ______
katrina kaif jaisay khaye sindhri maangoo,
mein hun adhoora jaisay bol bina balla
kab milay geee kashmalla
mujhay pata hai girls ko acha lagta hai yun
jab unko taar ker bolon…shhhshhs ummmm..mmm
(taroo maroo)
nahi karnay dun ga pyar
(taroo maroo)
sab ko karoon ga khuwar
(taroo maroo)
jab tak parti reh gee maar
Mein isko taroon, usko taroon, sab taroon! uske taroon!
Vital Saaien … Ali Gul Pir
Nahin Karne Dega usko us say pyar 
Larki bhi taroo ga
aunty bhi taroo ga
uncle bhi taroo ga
baby bhi taroo ga
bachi bhi taroo ga
bakri bhi taroo ga
kutta bhi taroo ga
building bhi taroo ga
gari bhi taroo ga
family bhi taroo ga

0 comments:

Post a Comment